Dan12345
Well-Known Member
Bina mile bhi jo dil ke sabse paas hai,
Naraazgi uski mere liye sabse udaas hai...
Maana sirf lafzon se sajaayaa hai aashiyana apna,
Par in lafzon mai dhadakta mera har ek ehsaas hai......
Khata hogayi hamse, ab maan bhi jaawo na,
Yun ruth kar meri dhadkano ko tadpao na.....
Screen par tumhe online dekhna ibaadat hai meri,
Apne khaamoshi se apne is aashiq ko saza sunaao na.......
@QTie @QTie @QTie